Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mawara-e-nazar guman kya hai

Saleem Hasani

mawara-e-nazar guman kya hai

Saleem Hasani

MORE BYSaleem Hasani

    māvarā-e-nazar gumāñ kyā hai

    kuchh nahīñ hai jahāñ vahāñ kyā hai

    kuchh to guzrā hai pāniyoñ jaisā

    ābdīda chashm-e-jāñ kyā hai

    ijz-e-gul hai shikast-e-ḳhushbū hai

    aur āzār-e-gulsitāñ kyā hai

    ek aisī hai gandumī daldal

    sochtā huuñ ye naqd-e-jāñ kyā hai

    ye ḳham-e-zulf rā.egānī hai

    kuchh na kahiye to rā.egāñ kyā hai

    mujh pe saaya hai lā-makānī

    varna maiñ kyā mirā makāñ kyā hai

    mawara-e-nazar guman kya hai

    kuchh nahin hai jahan wahan kya hai

    kuchh to guzra hai paniyon jaisa

    aabdida si chashm-e-jaan kya hai

    ijz-e-gul hai shikast-e-KHushbu hai

    aur aazar-e-gulsitan kya hai

    ek aisi hai gandumi daldal

    sochta hun ye naqd-e-jaan kya hai

    ye KHam-e-zulf raegani hai

    kuchh na kahiye to raegan kya hai

    mujh pe saya hai la-makani ka

    warna main kya mera makan kya hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now