main mahfil-baz ghabra kar hua tanhai wala
maiñ mahfil-bāz ghabrā kar huā tanhā.ī vaalā
ki sab se khul ke milnā kaam hai rusvā.ī vaalā
farāham kar badan kī raushnī apnī ki mujh ko
rafū honā hai aur ye kaam hai bīnā.ī vaalā
mirī miTTī bhī karnā chāhtī hai mashq-e-parvāz
dikhānā phir use manzar vahī añgḌā.ī vaalā
main mahfil-baz ghabra kar hua tanhai wala
ki sab se khul ke milna kaam hai ruswai wala
faraham kar badan ki raushni apni ki mujh ko
rafu hona hai aur ye kaam hai binai wala
meri miTTi bhi karna chahti hai mashq-e-parwaz
dikhana phir use manzar wahi angDai wala
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.