manzur-e-nazar hai dil-e-gham-KHwar tumhaara
manzūr-e-nazar hai dil-e-ġham-ḳhvār tumhārā
jo yaar hamārā hai vahī yaar tumhārā
dam hasrat-e-dīdār ne āñkhoñ se nikālā
ab tum ko mubārak rahe dīdār tumhārā
turbat meñ 'jigar' zer-e-kafan haath hai dil par
achchhā na huā mar ke bhī āzār tumhārā
manzur-e-nazar hai dil-e-gham-KHwar tumhaara
jo yar hamara hai wahi yar tumhaara
dam hasrat-e-didar ne aankhon se nikala
ab tum ko mubarak rahe didar tumhaara
turbat mein 'jigar' zer-e-kafan hath hai dil par
achchha na hua mar ke bhi aazar tumhaara
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.