Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mar gae to is ka gham rah jaega

Abdul Ghafoor Saqi

mar gae to is ka gham rah jaega

Abdul Ghafoor Saqi

MORE BYAbdul Ghafoor Saqi

    mar ga.e to is ġham rah jā.egā

    zindagī meñ pech-o-ḳham rah jā.egā

    TuuT jā.egā fusūñ shamshīr

    sirf e.ajāz-e-qalam rah jā.egā

    sheḳh-o-panDit to fanā ho jā.eñge

    qissa-e-dair-o-haram rah jā.egā

    chheḌ deñge ham jo ġham dāstāñ

    saarā aalam chashm-e-nam rah jā.egā

    mai-kade meñ ḳhvār sab ho jā.eñge

    ek saaqī mohtaram rah jā.egā

    mar gae to is ka gham rah jaega

    zindagi mein pech-o-KHam rah jaega

    TuT jaega fusun shamshir ka

    sirf eajaz-e-qalam rah jaega

    sheKH-o-panDit to fana ho jaenge

    qissa-e-dair-o-haram rah jaega

    chheD denge hum jo gham ki dastan

    sara aalam chashm-e-nam rah jaega

    mai-kade mein KHwar sab ho jaenge

    ek saqi mohtaram rah jaega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now