masdar-e-ishq ki gardan mukammal kar ke
masdar-e-ishq kī gardān mukammal kar ke
jā rahe haiñ tirī pahchān mukammal kar ke
kam se kam ek ḳhudā aur mujhe chāhiye thā
maiñ adhūrā rahā īmān mukammal kar ke
umr-bhar jāgne vāloñ ko bhī haath aayā kyā
so ga.e ḳhvāb kā nuqsān mukammal kar ke
masdar-e-ishq ki gardan mukammal kar ke
ja rahe hain teri pahchan mukammal kar ke
kam se kam ek KHuda aur mujhe chahiye tha
main adhura raha iman mukammal kar ke
umr-bhar jagne walon ko bhi hath aaya kya
so gae KHwab ka nuqsan mukammal kar ke
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.