Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

maujon ki kashakash mein pal kar sahil ki tamanna kaun kare

Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri

maujon ki kashakash mein pal kar sahil ki tamanna kaun kare

Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri

MORE BYSultanul Haq Shaheedii Kaashmiri

    maujoñ kashākash meñ pal kar sāhil tamanna kaun kare

    ai jehd-o-amal ke matvāle duniyā se kinārā kaun kare

    ḳhum jin ke liye kam hote hoñ ik jaam se un ko kyā matlab

    ab batā de ai hamdam qatroñ pe guzārā kaun kare

    haiñ dast-o-garebāñ ahl-e-chaman har ek ravish sozāñ-sozāñ

    pāband-e-salāsil hai maalī dil-doz nazārā kaun kare

    ye baat 'shahīdī' ne kah kar raah mohabbat baḌh kar

    marnā jo Thahrā zād-e-safar jiine tamanna kaun kare

    maujon ki kashakash mein pal kar sahil ki tamanna kaun kare

    ai jehd-o-amal ke matwale duniya se kinara kaun kare

    KHum jin ke liye kam hote hon ek jam se un ko kya matlab

    ab tu hi bata de ai hamdam qatron pe guzara kaun kare

    hain dast-o-gareban ahl-e-chaman har ek rawish sozan-sozan

    paband-e-salasil hai mali dil-doz nazara kaun kare

    ye baat 'shahidi' ne kah kar li rah mohabbat ki baDh kar

    marna hi jo Thahra zad-e-safar jine ki tamanna kaun kare

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now