Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mausam tha KHush-gawar tumhein sochte rahe

Shagufta Bhatti

mausam tha KHush-gawar tumhein sochte rahe

Shagufta Bhatti

MORE BYShagufta Bhatti

    mausam thā ḳhush-gavār tumheñ sochte rahe

    be-kal va be-qarār tumheñ sochte rahe

    ro.e kabhī fuzūl kabhī yūñhī hañs diye

    dānista baar baar tumheñ sochte rahe

    āñkheñ dharī rahīñ tere raste pe raat bhar

    ham kaif-e-intizār tumheñ sochte rahe

    tum phir ulajh ke rah ga.e logoñ bhiiḌ meñ

    ham zulf ko sañvār tumheñ sochte rahe

    mausam tha KHush-gawar tumhein sochte rahe

    be-kal wa be-qarar tumhein sochte rahe

    roe kabhi fuzul kabhi yunhi hans diye

    danista bar bar tumhein sochte rahe

    aankhen dhari rahin tere raste pe raat bhar

    hum kaif-e-intizar tumhein sochte rahe

    tum phir ulajh ke rah gae logon ki bhiD mein

    hum zulf ko sanwar tumhein sochte rahe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now