mera beTa to hai ghurur mera
merā beTā to hai ġhurūr mirā
shaan merā hai vo shu.ūr mirā
chāñd taare bhī tujh se sharmā.eñ
jagmagātā sā koh-e-nūr mirā
ek muddat ke baad chamkā hai
saadī āñkhoñ meñ jaise nuur mirā
koī lamha na us se ḳhālī hai
paas mere hai koī duur mirā
chhup ke ehsās meñ vo rahtā hai
vo farishta koī zarūr mirā
mera beTa to hai ghurur mera
shan mera hai wo shuur mera
chand tare bhi tujh se sharmaen
jagmagata sa koh-e-nur mera
ek muddat ke baad chamka hai
sadi aankhon mein jaise nur mera
koi lamha na us se KHali hai
pas mere hai koi dur mera
chhup ke ehsas mein wo rahta hai
wo farishta koi zarur mera
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.