Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mera dil gul-ruKHon ne sath le gae

Bekal Iftikhar Daulatabadi

mera dil gul-ruKHon ne sath le gae

Bekal Iftikhar Daulatabadi

MORE BYBekal Iftikhar Daulatabadi

    merā dil gul-ruḳhoñ ne saath le ga.e

    hinā ke rang hāthoñ haath le ga.e

    najānūñ kyā zabāñ meñ un ke thā sahar

    jo mere dil ko bātoñ baat le ga.e

    diyā nahīñ aap se maiñ dil butoñ ko

    vo ġhārat peshgāñ kar ghaat le ga.e

    tirī zulfoñ ne kaise pech sikhlā

    dil-e-be-kal ko rātoñ-rāt le ga.e

    mera dil gul-ruKHon ne sath le gae

    hina ke rang hathon hath le gae

    najaanun kya zaban mein un ke tha sahar

    jo mere dil ko baaton baat le gae

    diya nahin aap se main dil buton ko

    wo ghaarat peshgan kar ghat le gae

    teri zulfon ne kaise pech sikhla

    dil-e-be-kal ko raaton-raat le gae

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now