mera rasta takne wala koi to ho
merā rasta takne vaalā koī to ho
mere ghar meñ rahne vaalā koī to ho
lab pe duā.eñ aañkh meñ aañsū jalte haiñ
milne aur bichhaḌne vaalā koī to ho
bartan TūTeñ āvāzeñ hoñ shor mache
laḌne aur jhagaḌne vaalā koī to ho
mujh ko giit sunā.e apnī chāhat ke
mere pyaar meñ jalne vaalā koī to ho
mera rasta takne wala koi to ho
mere ghar mein rahne wala koi to ho
lab pe duaen aankh mein aansu jalte hain
milne aur bichhaDne wala koi to ho
bartan TuTen aawazen hon shor mache
laDne aur jhagaDne wala koi to ho
mujh ko git sunae apni chahat ke
mere pyar mein jalne wala koi to ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.