meri chahat pe na ilzam lagao logo
merī chāhat pe na ilzām lagāo logo
kuchh samajh kar hī uThātā hai koī bār-e-girāñ
pahle zarrāt-e-zamīñ-bos kā hamrāz to ban
phir samajhnā bahut āsāñ hai sitāroñ kī zabāñ
rāz-dār-e-gul-o-nasrīñ to hazāroñ the magar
koī samjhā hī nahīñ barg-e-pareshāñ kī zabāñ
pheñktī hai tire 'shāhīn' pe duniyā patthar
nā-gahāñ chuur na ho jaa.e ye shīshe kā makāñ
meri chahat pe na ilzam lagao logo
kuchh samajh kar hi uThata hai koi bar-e-giran
pahle zarraat-e-zamin-bos ka hamraaz to ban
phir samajhna bahut aasan hai sitaron ki zaban
raaz-dar-e-gul-o-nasrin to hazaron the magar
koi samjha hi nahin barg-e-pareshan ki zaban
phenkti hai tere 'shahin' pe duniya patthar
na-gahan chur na ho jae ye shishe ka makan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.