meri nazron se bhi tu dur kahan hota hai
merī nazroñ se bhī tū duur kahāñ hotā hai
apne saa.e pe bhī ab terā gumāñ hotā hai
tere jazbāt ke bahte hue dariyā kī qasam
lamha lamha tirī chāhat se javāñ hotā hai
niiñd āñkhoñ se bahut duur chalī jaatī hai
jab tasavvur meñ tirā zikr bayāñ hotā hai
meri nazron se bhi tu dur kahan hota hai
apne sae pe bhi ab tera guman hota hai
tere jazbaat ke bahte hue dariya ki qasam
lamha lamha teri chahat se jawan hota hai
nind aankhon se bahut dur chali jati hai
jab tasawwur mein tera zikr bayan hota hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.