Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

meri qismat mein tha likha shayad

Munazzah Noor

meri qismat mein tha likha shayad

Munazzah Noor

MORE BYMunazzah Noor

    merī qismat meñ thā likhā shāyad

    ġham mujhe is liye milā shāyad

    mere hisse meñ aa.ī rusvā.ī

    ye mohabbat hai sila shāyad

    har taraf shā.irī ḳhushbū hai

    terī yādoñ gul khilā shāyad

    dil mirā ab mirī nahīñ suntā

    us ko mujh se hai kuchh gila shāyad

    'nūr' uThtā hai dard siine meñ

    dil se koī judā huā shāyad

    meri qismat mein tha likha shayad

    gham mujhe is liye mila shayad

    mere hisse mein aai ruswai

    ye mohabbat ka hai sila shayad

    har taraf shairi ki KHushbu hai

    teri yaadon ka gul khila shayad

    dil mera ab meri nahin sunta

    us ko mujh se hai kuchh gila shayad

    'nur' uThta hai dard sine mein

    dil se koi juda hua shayad

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now