mere dil se aaKHir wo bahar kahan hain
mire dil se āḳhir vo bāhar kahāñ haiñ
raqīb apne apne hī vahm-o-gumāñ haiñ
paḌīñ bhī to kyā mujh pe sharmā.ī nazreñ
na ye jāñ-fazā haiñ na ye jāñ-sitāñ haiñ
milegā vo kūcha to āvārgī se
mirī rahnumā merī gumrāhiyāñ haiñ
mere dil se aaKHir wo bahar kahan hain
raqib apne apne hi wahm-o-guman hain
paDin bhi to kya mujh pe sharmai nazren
na ye jaan-faza hain na ye jaan-sitan hain
milega wo kucha to aawargi se
meri rahnuma meri gumrahiyan hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.