Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere KHuda ne jise chaha arjumand kiya

Shakeel Ibn-e-Sharaf

mere KHuda ne jise chaha arjumand kiya

Shakeel Ibn-e-Sharaf

MORE BYShakeel Ibn-e-Sharaf

    mire ḳhudā ne jise chāhā arjumand kiyā

    tujhe buland kiyā mujh ko sar-buland kiyā

    tujhe ġhurūr ki tujh nahīñ koī shāyad

    mirā qusūr ki maiñ ne tujhe pasand kiyā

    tire laboñ halāvat mujhe huī mahsūs

    kahīñ kisī ne agar zikr-e-shahd-o-qand kiyā

    jahāñ kisī ne bulāyā pahuñch gayā maiñ 'shakīl'

    anā ke ḳhol meñ ḳhud ko kabhī na band kiyā

    mere KHuda ne jise chaha arjumand kiya

    tujhe buland kiya mujh ko sar-buland kiya

    tujhe ghurur ki tujh sa nahin koi shayad

    mera qusur ki main ne tujhe pasand kiya

    tere labon ki halawat mujhe hui mahsus

    kahin kisi ne agar zikr-e-shahd-o-qand kiya

    jahan kisi ne bulaya pahunch gaya main 'shakil'

    ana ke KHol mein KHud ko kabhi na band kiya

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now