Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat ke jaziron mein daraDen aa gai hain

Yasir Guman

mohabbat ke jaziron mein daraDen aa gai hain

Yasir Guman

MORE BYYasir Guman

    mohabbat ke jazīroñ meñ darāḌeñ aa ga.ī haiñ

    zamīn-e-dil rāhoñ meñ darāḌeñ aa ga.ī haiñ

    'imārat TuuT kar girne vaalī hai ġhazal

    suḳhan-sāzoñ ke misroñ meñ darāḌeñ aa ga.ī haiñ

    hasad ke ek dam uThte hue tūfāñ ke bā'is

    zamīñ vāloñ ke rishtoñ meñ darāḌeñ aa ga.ī haiñ

    hue jab fikr meñ shāmil ka.ī ġhairoñ bāteñ

    na.ī nasloñ sochoñ meñ darāḌeñ aa ga.ī haiñ

    gumān-e-ḳhushnumā is vāste achchhā lagā hai

    yaqīñ vāloñ bātoñ meñ darāḌeñ aa ga.ī haiñ

    mohabbat ke jaziron mein daraDen aa gai hain

    zamin-e-dil ki rahon mein daraDen aa gai hain

    'imarat TuT kar girne hi wali hai ghazal ki

    suKHan-sazon ke misron mein daraDen aa gai hain

    hasad ke ek dam uThte hue tufan ke ba'is

    zamin walon ke rishton mein daraDen aa gai hain

    hue jab fikr mein shamil kai ghairon ki baaten

    nai naslon ki sochon mein daraDen aa gai hain

    guman-e-KHushnuma is waste achchha laga hai

    yaqin walon ki baaton mein daraDen aa gai hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now