mohabbat zinda rahti hai mohabbat mar nahin sakti
mohabbat zinda rahtī hai mohabbat mar nahīñ saktī
ajī insān kyā ye to ḳhudā se Dar nahīñ saktī
ye kah do maut se jā kar ke ik dīvāna kahtā hai
mirī rūh-e-mohabbat mujh se pahle mar nahīñ saktī
chalī aa o mirī jān-e-tamannā dil kī mahfil meñ
tū mujh se duur ho ulfat gavāra kar nahīñ saktī
mohabbat zinda rahti hai mohabbat mar nahin sakti
aji insan kya ye to KHuda se Dar nahin sakti
ye kah do maut se ja kar ke ek diwana kahta hai
meri ruh-e-mohabbat mujh se pahle mar nahin sakti
chali aa o meri jaan-e-tamanna dil ki mahfil mein
tu mujh se dur ho ulfat gawara kar nahin sakti
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.