Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohni aankhon ka tara tha kabhi

Amritesh Kumar Mishra

mohni aankhon ka tara tha kabhi

Amritesh Kumar Mishra

MORE BYAmritesh Kumar Mishra

    mohnī āñkhoñ taarā thā kabhī

    ik dulārī dulārā thā kabhī

    rādhikā ko jitne pyāre shyām the

    maiñ unheñ utnā pyārā thā kabhī

    bhar kaTorī chāñdnī piitā thā maiñ

    chāñd vo itnā hamārā thā kabhī

    mohni aankhon ka tara tha kabhi

    ek dulari ka dulara tha kabhi

    radhika ko jitne pyare shyam the

    main unhen utna hi pyara tha kabhi

    bhar kaTori chandni pita tha main

    chand wo itna hamara tha kabhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now