Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

muddaa-e-hayat bhul gae

Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi

muddaa-e-hayat bhul gae

Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi

MORE BYSyed Wajid Ali Farrukh Banarsi

    mudda.ā-e-hayāt bhuul ga.e

    yaad rakhne baat bhuul ga.e

    be-ḳhudī ne dikhā.e vo aalam

    hosh kā.enāt bhuul ga.e

    is tarah mahv-e-husn-e-zāt hue

    ki quyūd-e-sifāt bhuul ga.e

    ho ke ham ḳhūgar-e-mazāq-e-sitam

    lazzat-e-iltifāt bhuul ga.e

    kaif-e-zauq-e-gunāh meñ 'farruḳh'

    fikr-e-sa.ī-e-najāt bhuul ga.e

    muddaa-e-hayat bhul gae

    yaad rakhne ki baat bhul gae

    be-KHudi ne dikhae wo aalam

    hosh ki kaenat bhul gae

    is tarah mahw-e-husn-e-zat hue

    ki quyud-e-sifat bhul gae

    ho ke hum KHugar-e-mazaq-e-sitam

    lazzat-e-iltifat bhul gae

    kaif-e-zauq-e-gunah mein 'farruKH'

    fikr-e-sai-e-najat bhul gae

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now