Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

muddaten ho gai hain chup rahte

Mahshar Kazim Husain Lakhnavi

muddaten ho gai hain chup rahte

Mahshar Kazim Husain Lakhnavi

MORE BYMahshar Kazim Husain Lakhnavi

    muddateñ ho ga.ī haiñ chup rahte

    koī suntā to ham bhī kuchh kahte

    jal gayā ḳhushk ho ke dāman-e-dil

    ashk āñkhoñ se aur kyā bahte

    baat aur muñh ko aayā jigar

    is se behtar yahī thā chup rahte

    ham ko jaldī ne maut maarā

    aur jiite to aur ġham sahte

    sab sunte tumhārī ai 'mahshar'

    koī kahne baat agar kahte

    muddaten ho gai hain chup rahte

    koi sunta to hum bhi kuchh kahte

    jal gaya KHushk ho ke daman-e-dil

    ashk aankhon se aur kya bahte

    baat ki aur munh ko aaya jigar

    is se behtar yahi tha chup rahte

    hum ko jaldi ne maut ki mara

    aur jite to aur gham sahte

    sab hi sunte tumhaari ai 'mahshar'

    koi kahne ki baat agar kahte

    Source :
    • Book : Noquush (Pg. B-304 E-320)
    • Publication : Nuqoosh Press Lahore (May June 1954)
    • Edition : May June 1954
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now