Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

muharrikat-o-riwayat ka hisab nahin

Qutub Sarshar

muharrikat-o-riwayat ka hisab nahin

Qutub Sarshar

MORE BYQutub Sarshar

    muharrikāt-o-rivāyāt hisāb nahīñ

    hazār bāteñ haiñ mauzū’-e-inqalāb nahīñ

    kisī ke haath meñ ḳhanjar kisī ke sikka hai

    kisī bhī haath meñ khiltā huā gulāb nahīñ

    hazār bāteñ haiñ aisī savāl lagtī haiñ

    kuchh aisī bāteñ haiñ jin koī javāb nahīñ

    ḳhud apne vāste jiinā bhī kuchh nahīñ āsāñ

    agarche ḳhidmat-e-maḳhlūq javāb nahīñ

    muharrikat-o-riwayat ka hisab nahin

    hazar baaten hain mauzu’-e-inqalab nahin

    kisi ke hath mein KHanjar kisi ke sikka hai

    kisi bhi hath mein khilta hua gulab nahin

    hazar baaten hain aisi sawal lagti hain

    kuchh aisi baaten hain jin ka koi jawab nahin

    KHud apne waste jina bhi kuchh nahin aasan

    agarche KHidmat-e-maKHluq ka jawab nahin

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now