mujh KHanuman-KHarab se aage ki chiz hai
mujh ḳhānumāñ-ḳharāb se aage kī chiiz hai
duniyā kisī azaab se aage kī chiiz hai
us ke liye savāl uThā.e hue haiñ log
vo to har ik javāb se aage kī chiiz hai
us ko paḌhūñ ki dekhūñ batāo mujhe ki vo
kāġhaz qalam kitāb se aage kī chiiz hai
mujh KHanuman-KHarab se aage ki chiz hai
duniya kisi azab se aage ki chiz hai
us ke liye sawal uThae hue hain log
wo to har ek jawab se aage ki chiz hai
us ko paDhun ki dekhun batao mujhe ki wo
kaghaz qalam kitab se aage ki chiz hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.