mujhko pyas bujhani hai
mujh ko pyaas bujhānī hai
is meñ kyā hairānī hai
us kī bātoñ par mat jā
us ko aag lagānī hai
apne-pan kī baat na kar
mere liye be-ma.anī hai
aahaT se uḌ jaatī hai
titlī ḳhuub siyānī hai
jalne vaalā jaane kyuuñ
ab tak paanī paanī hai
mujh ko pyas bujhani hai
is mein kya hairani hai
us ki baaton par mat ja
us ko aag lagani hai
apne-pan ki baat na kar
mere liye be-mani hai
aahaT se uD jati hai
titli KHub siyani hai
jalne wala jaane kyun
ab tak pani pani hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.