Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

murawwat ka pas aur wafa ka lihaz

Wahshat Raza Ali Kalkatvi

murawwat ka pas aur wafa ka lihaz

Wahshat Raza Ali Kalkatvi

MORE BYWahshat Raza Ali Kalkatvi

    muravvat paas aur vafā lihāz

    kare āshnā āshnā lihāz

    dam-e-sajda sar saḳht thā be-adab

    kiyā kuchh na us naqsh-e-pā lihāz

    na mahrūm rakh mujh ko husn-e-qubūl

    rahe kuchh to dast-e-duā lihāz

    vo haiñ paas ab bas kar ai dard-e-dil

    kare kuchh maraz bhī davā lihāz

    milā.ī na 'vahshat' kabhī us se aañkh

    mujhe thā jo us hayā lihāz

    murawwat ka pas aur wafa ka lihaz

    kare aashna aashna ka lihaz

    dam-e-sajda sar saKHt tha be-adab

    kiya kuchh na us naqsh-e-pa ka lihaz

    na mahrum rakh mujh ko husn-e-qubul

    rahe kuchh to dast-e-dua ka lihaz

    wo hain pas ab bas kar ai dard-e-dil

    kare kuchh maraz bhi dawa ka lihaz

    milai na 'wahshat' kabhi us se aankh

    mujhe tha jo us ki haya ka lihaz

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now