muzmahil qadmon pe bar
muzmahil qadmoñ pe baar
gardish-e-lail-o-nahār
dil hai kū-e-yār meñ
sar chalā hai sū-e-dār
gumbad-e-be-dar kī guuñj
band hoñToñ kī pukār
Dhāñp lo ḳhālī shikam
ho chuke faaqe shumār
khā ga.ī dahqān ko
sabz khetoñ kī qatār
madfan-e-mehnat-kashāñ
kār-ḳhānoñ ke mazār
manzileñ haiñ be-nishāñ
rāste gard-o-ġhubār
tan bahut dhoyā 'rabāb'
mail man kā bhī utaar
muzmahil qadmon pe bar
gardish-e-lail-o-nahaar
dil hai ku-e-yar mein
sar chala hai su-e-dar
gumbad-e-be-dar ki gunj
band honTon ki pukar
Dhanp lo KHali shikam
ho chuke faqe shumar
kha gai dahqan ko
sabz kheton ki qatar
madfan-e-mehnat-kashan
kar-KHanon ke mazar
manzilen hain be-nishan
raste gard-o-ghubar
tan bahut dhoya 'rabab'
mail man ka bhi utar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.