Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na be-kali ka hunar hai na jaan-fazai ka

Taleef Haidar

na be-kali ka hunar hai na jaan-fazai ka

Taleef Haidar

MORE BYTaleef Haidar

    na be-kalī hunar hai na jāñ-fazā.ī

    hameñ to shauq hai bas yūñhī nai-navā.ī

    jab us ko jānñe nikle to kuchh nahīñ jaanā

    ḳhudā se ham ko bhī da.avā thā āshnā.ī

    rah-e-hayāt meñ koī nahīñ to kyā shikva

    hameñ gila hai to bas apnī bevafā.ī

    hamārī āñkhoñ se shabnam Tapak rahī hai abhī

    yahī to vaqt hai us gul rū-numā.ī

    use kahāñ hameñ qaidī banā ke rakhnā thā

    hamīñ ko shauq nahīñ thā kabhī rihā.ī

    na be-kali ka hunar hai na jaan-fazai ka

    hamein to shauq hai bas yunhi nai-nawai ka

    jab us ko jaanne nikle to kuchh nahin jaana

    KHuda se hum ko bhi dawa tha aashnai ka

    rah-e-hayat mein koi nahin to kya shikwa

    hamein gila hai to bas apni bewafai ka

    hamari aankhon se shabnam Tapak rahi hai abhi

    yahi to waqt hai us gul ki ru-numai ka

    use kahan hamein qaidi bana ke rakhna tha

    hamin ko shauq nahin tha kabhi rihai ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now