Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na ho shuur-e-adab hi to guftugu kya hai

Parwaz Noorpuri

na ho shuur-e-adab hi to guftugu kya hai

Parwaz Noorpuri

MORE BYParwaz Noorpuri

    na ho shu.ūr-e-adab to guftugū kyā hai

    kisī hasīñ na ho gar to justujū kyā hai

    na muskurāo agar tum to rang-o-bū kyā hai

    nazar-navāz bahāroñ aabrū kyā hai

    jo tishnagī na bujhā paa.e vo subū kyā hai

    jo aañkh se na Tapkā to phir lahū kyā hai

    na ho shuur-e-adab hi to guftugu kya hai

    kisi hasin ki na ho gar to justuju kya hai

    na muskurao agar tum to rang-o-bu kya hai

    nazar-nawaz bahaaron ki aabru kya hai

    jo tishnagi na bujha pae wo subu kya hai

    jo aankh hi se na Tapka to phir lahu kya hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now