Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na hota dard to wapas sanwar bhi sakta tha

Pranav Mishra Tejas

na hota dard to wapas sanwar bhi sakta tha

Pranav Mishra Tejas

MORE BYPranav Mishra Tejas

    na hotā dard to vāpas sañvar bhī saktā thā

    Thahar gayā hai jo lamha guzar bhī saktā thā

    nadī or gayā thā isī irāde se

    palaT gayā huuñ mirī jaañ utar bhī saktā thā

    mujhe talāsh kareñgī vo bholī āñkheñ kal

    vagarna zaḳhm the itne ki mar bhī saktā thā

    ye aur baat kisī aur na rahne diyā

    vo ek shaḳhs jo bhītar Thahar bhī saktā thā

    jise nasīb hoñ yādeñ udaas āñgan

    kabhī vo hañste hue ro bikhar bhī saktā thā

    na hota dard to wapas sanwar bhi sakta tha

    Thahar gaya hai jo lamha guzar bhi sakta tha

    nadi ki or gaya tha isi irade se

    palaT gaya hun meri jaan utar bhi sakta tha

    mujhe talash karengi wo bholi aankhen kal

    wagarna zaKHm the itne ki mar bhi sakta tha

    ye aur baat kisi aur ka na rahne diya

    wo ek shaKHs jo bhitar Thahar bhi sakta tha

    jise nasib hon yaaden udas aangan ki

    kabhi wo hanste hue ro bikhar bhi sakta tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now