na jaane tere mere darmiyan ab kya hai
na jaane tere mere darmiyān ab kyā hai
ḳhalā sī pahle koī shai thī ab ḳhalā bhī nahīñ
terā ḳhayāl ye sach hai hameñ nahīñ aayā
magar ḳhayāl meñ koī tere sivā bhī nahīñ
junūñ ke naam pe kāġhaz kiye ga.e kaale
dimāġh kār-e-junūñ kī taraf gayā bhī nahīñ
na jaane tere mere darmiyan ab kya hai
KHala si pahle koi shai thi ab KHala bhi nahin
tera KHayal ye sach hai hamein nahin aaya
magar KHayal mein koi tere siwa bhi nahin
junun ke nam pe kaghaz kiye gae kale
dimagh kar-e-junun ki taraf gaya bhi nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.