nadan usko ji se bhulana haram hai
nādān us ko jī se bhulānā harām hai
yādoñ se us kī baaz bhī aanā harām hai
haq baat hai ki arz-e-tamanna vahī to hai
is dil meñ koī aur basānā harām hai
'ādil' jo bahr-e-'ishq meñ Duubā to kah gayā
bāhar jahān-e-'ishq se aanā harām hai
nadan us ko ji se bhulana haram hai
yaadon se us ki baz bhi aana haram hai
haq baat hai ki arz-e-tamanna wahi to hai
is dil mein koi aur basana haram hai
'adil' jo bahr-e-'ishq mein Duba to kah gaya
bahar jahan-e-'ishq se aana haram hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.