Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nafrat ki hiqarat ki adawat ki hui baat

M. S. Rahi

nafrat ki hiqarat ki adawat ki hui baat

M. S. Rahi

nafrat hiqārat adāvat huī baat

ab tak na huī un se mohabbat koī baat

achchhī na lagī un ko sharāfat kharī baat

jitnī bhī huī un se sharārat lagī baat

hai aaj na.e daur meñ tāqat na.ī baat

himmat ka.ī baat shujā.at ka.ī baat

kartā nahīñ koī matānat kabhī baat

hotī hai faqat tanz-o-zarāfat abhī baat

jo shaḳhs na samjhe hai haqīqat koī baat

nā-samjhī meñ kartā hai karāmat vahī baat

'rāhī' ho niyābat se baġhāvat kajī baat

hotī hai imāmat se nadāmat baḌī baat

nafrat ki hiqarat ki adawat ki hui baat

ab tak na hui un se mohabbat ki koi baat

achchhi na lagi un ko sharafat ki khari baat

jitni bhi hui un se shararat ki lagi baat

hai aaj nae daur mein taqat ki nai baat

himmat ki kai baat shujaat ki kai baat

karta hi nahin koi matanat ki kabhi baat

hoti hai faqat tanz-o-zarafat ki abhi baat

jo shaKHs na samjhe hai haqiqat ki koi baat

na-samjhi mein karta hai karamat ki wahi baat

'rahi' ho niyabat se baghawat ki kaji baat

hoti hai imamat se nadamat ki baDi baat

Source :
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now