naghmat parindon ke gul-e-tar nahin badle
naġhmāt parindoñ ke gul-e-tar nahīñ badle
gulshan ke jhulas jaane se manzar nahīñ badle
aḳhlāq ke zevar haiñ mire ghar kī sajāvaT
bachchoñ ne mire ye kabhī zevar nahīñ badle
duniyā ke badalne se mirī chaah na badlī
daulat kī farāvānī se chhappar nahīñ badle
naghmat parindon ke gul-e-tar nahin badle
gulshan ke jhulas jaane se manzar nahin badle
aKHlaq ke zewar hain mere ghar ki sajawaT
bachchon ne mere ye kabhi zewar nahin badle
duniya ke badalne se meri chah na badli
daulat ki farawani se chhappar nahin badle
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.