nahin ki KHwab-e-pareshan ki tasalli hui
nahīñ ki ḳhvāb-e-pareshān kī tasallī huī
dar-o-duvār se insān kī tasallī huī
tamām naam hī nāmoñ se milte-julte the
tumhāre naam se mujh kaan kī tasallī huī
agarche kamroñ meñ a-c lage hue the vahāñ
magar jo peḌ se mehmān kī tasallī huī
ye kab se mez pe ḳhālī dharā huā thā 'vasīm'
phir ek phuul se gul-dān kī tasallī huī
nahin ki KHwab-e-pareshan ki tasalli hui
dar-o-duwar se insan ki tasalli hui
tamam nam hi namon se milte-julte the
tumhaare nam se mujh kan ki tasalli hui
agarche kamron mein a-c lage hue the wahan
magar jo peD se mehman ki tasalli hui
ye kab se mez pe KHali dhara hua tha 'wasim'
phir ek phul se gul-dan ki tasalli hui
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.