Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

naqab chehre se wo shoala-ru uTha leta

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

naqab chehre se wo shoala-ru uTha leta

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

MORE BYPandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

    naqāb chehre se vo sho.ala-rū uThā letā

    to chashm-e-bad ko maiñ āñkhoñ til jalā letā

    jo us ke ḳhāk-e-kaf-e-pā bhī milte ham-chashmo

    to raah par use maiñ surma lagā letā

    jo in laboñ se na hotā mushābah āb-e-hayāt

    ḳhizar na chhoḌ sikandar ko rāsta letā

    hue na the jo abhī saaf pech zulfoñ

    balā se panja-e-mizhgāñ vo laḌā letā

    jo mujh se hote vo be-parda bad nazar ke liye

    nazar tarah se āñkhoñ meñ maiñ chhupā letā

    naqab chehre se wo shoala-ru uTha leta

    to chashm-e-bad ko main aankhon ka til jala leta

    jo us ke KHak-e-kaf-e-pa bhi milte ham-chashmo

    to rah par use main surma sa laga leta

    jo in labon se na hota mushabah aab-e-hayat

    KHizar na chhoD sikandar ko rasta leta

    hue na the jo abhi saf pech zulfon ki

    bala se panja-e-mizhgan hi wo laDa leta

    jo mujh se hote wo be-parda bad nazar ke liye

    nazar ki tarah se aankhon mein main chhupa leta

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now