Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

naqsh-e-hasti miTa bhi deta hai

Aalam Nizami

naqsh-e-hasti miTa bhi deta hai

Aalam Nizami

MORE BYAalam Nizami

    naqsh-e-hastī miTā bhī detā hai

    hādisa hausla bhī detā hai

    sab vafādār to nahīñ hote

    yaar koī daġhā bhī detā hai

    vaqt kartā hai chashm-poshī bhī

    haath meñ aa.ina bhī detā hai

    aañkh meñ chubhtā hai ġhubār magar

    qāfile pata bhī detā hai

    aaj ke daur meñ huā sābit

    khoTā sikka sadā bhī detā hai

    naqsh-e-hasti miTa bhi deta hai

    hadisa hausla bhi deta hai

    sab wafadar to nahin hote

    yar koi dagha bhi deta hai

    waqt karta hai chashm-poshi bhi

    hath mein aaina bhi deta hai

    aankh mein chubhta hai ghubar magar

    qafile ka pata bhi deta hai

    aaj ke daur mein hua sabit

    khoTa sikka sada bhi deta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now