nazar bhar ke dekha jo usne mujhe
nazar bhar ke dekhā jo us ne mujhe
phisal ke ye dil lāpata ho gayā
samajh meñ na aayā ye manzar mujhe
magar jo huā vo bhalā ho gayā
tarāshā jise thā baḌe naaz se
sanam vo hamārā ḳhudā ho gayā
ḳhafā vo huā to mujhe yuuñ lagā
samundar nadī se ḳhafā ho gayā
nazar bhar ke dekha jo us ne mujhe
phisal ke ye dil lapata ho gaya
samajh mein na aaya ye manzar mujhe
magar jo hua wo bhala ho gaya
tarasha jise tha baDe naz se
sanam wo hamara KHuda ho gaya
KHafa wo hua to mujhe yun laga
samundar nadi se KHafa ho gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.