Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazron se jab nazar wo mila kar chale gae

Sahab Ahmedabadi

nazron se jab nazar wo mila kar chale gae

Sahab Ahmedabadi

MORE BYSahab Ahmedabadi

    nazroñ se jab nazar vo milā kar chale ga.e

    be-jān thā maiñ mujh ko jalā kar chale ga.e

    vo pursish-e-malāl ko aa.e to the magar

    ḳhud apnī dāstān sunā kar chale ga.e

    kitne nazāre manzar-e-mash.hūd ho ga.e

    ruḳh se vo jab naqāb uThā kar chale ga.e

    nazron se jab nazar wo mila kar chale gae

    be-jaan tha main mujh ko jala kar chale gae

    wo pursish-e-malal ko aae to the magar

    KHud apni dastan suna kar chale gae

    kitne nazare manzar-e-mashhud ho gae

    ruKH se wo jab naqab uTha kar chale gae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now