Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nind ki wadiyon ke achchhe KHwab

Sumaira Khalid

nind ki wadiyon ke achchhe KHwab

Sumaira Khalid

MORE BYSumaira Khalid

    niiñd vādiyoñ ke achchhe ḳhvāb

    kaash hote kabhī to sachche ḳhvāb

    laalī āñkhoñ be-sabab to nahīñ

    aañkh meñ rah ga.e haiñ kachche ḳhvāb

    joḌ lo tum ḳhayāl kuchh ḳhush-kun

    kaun kahtā hai dekho sachche ḳhvāb

    jin tā'bīr ham se rūThī rahī

    palkeñ mūñdeñ to paa.e sachche ḳhvāb

    sun ke ahvāl sab vo kahne lage

    dekhte haiñ huzūr bachche ḳhvāb

    'umr bas vāhimoñ meñ guzrī hai

    dekh paate kahāñ se achchhe ḳhvāb

    nind ki wadiyon ke achchhe KHwab

    kash hote kabhi to sachche KHwab

    lali aankhon ki be-sabab to nahin

    aankh mein rah gae hain kachche KHwab

    joD lo tum KHayal kuchh KHush-kun

    kaun kahta hai dekho sachche KHwab

    jin ki ta'bir hum se ruThi rahi

    palken munden to pae sachche KHwab

    sun ke ahwal sab wo kahne lage

    dekhte hain huzur bachche KHwab

    'umr bas wahimon mein guzri hai

    dekh pate kahan se achchhe KHwab

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now