Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nit ji hi ji mein ishq ke sadme uThaiyo

Mirza Mohammad Taqi Hawas

nit ji hi ji mein ishq ke sadme uThaiyo

Mirza Mohammad Taqi Hawas

nit meñ ishq ke sadme uThā.iyo

shikve baat muñh pe 'havas' tum na lā.iyo

shauq in dinoñ huā hai use dāstān

yaaro koī mirī bhī kahānī sunā.iyo

rahne de merī ḳhaak us dar pe ai sabā

musht-e-ġhubār-e-ḳhasta-dilāñ mat uThā.iyo

ko yaqīñ hai hashr meñ DhūñDūñgā maiñ tujhe

zālim vahāñ mujh se na mukhḌā chupā.iyo

is meñ ziyāñ hai jaan suntā hai ai 'havas'

zinhār bār-e-ishq na sar par uThā.iyo

nit ji hi ji mein ishq ke sadme uThaiyo

shikwe ki baat munh pe 'hawas' tum na laiyo

shauq in dinon hua hai use dastan ka

yaro koi meri bhi kahani sunaiyo

rahne de meri KHak tu us dar pe ai saba

musht-e-ghubar-e-KHasta-dilan mat uThaiyo

ji ko yaqin hai hashr mein DhunDunga main tujhe

zalim wahan tu mujh se na mukhDa chupaiyo

is mein ziyan hai jaan ka sunta hai ai 'hawas'

zinhaar bar-e-ishq na sar par uThaiyo

Source :
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now