Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nowember ki wahi sardi mubarak

Dinesh Kumar Drouna

nowember ki wahi sardi mubarak

Dinesh Kumar Drouna

MORE BYDinesh Kumar Drouna

    november vahī sardī mubārak

    tumheñ is rabt barsī mubārak

    mubārak ho tire hāthoñ ko mehñdī

    hamārī aañkh ko surḳhī mubārak

    agar duniyā thī ḳhvāhish tumhārī

    chalo to phir tumheñ vo mubārak

    zamāne bhar ho kar rahne vaale

    tujhe rishtoñ āsānī mubārak

    havāle ḳhud ko tum ne kar diyā is

    na.e mallāh ko kashtī mubārak

    makāñ meñ phir makīñ badle ga.e haiñ

    makāñ ko phir na.ī taḳhtī mubārak

    nowember ki wahi sardi mubarak

    tumhein is rabt ki barsi mubarak

    mubarak ho tere hathon ko mehndi

    hamari aankh ko surKHi mubarak

    agar duniya hi thi KHwahish tumhaari

    chalo to phir tumhein wo hi mubarak

    zamane bhar ka ho kar rahne wale

    tujhe rishton ki aasani mubarak

    hawale KHud ko tum ne kar diya is

    nae mallah ko kashti mubarak

    makan mein phir makin badle gae hain

    makan ko phir nai taKHti mubarak

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now