Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

panw mein ye jo aable hue hain

Raziq Ansari

panw mein ye jo aable hue hain

Raziq Ansari

MORE BYRaziq Ansari

    paañv meñ ye jo aable hue haiñ

    tab kahīñ ke rāste hue haiñ

    kab se baiThe hue haiñ ek jagah

    kyā parindoñ ke par bañdhe hue haiñ

    aap qātil nahīñ haiñ maan liyā

    ḳhuun meñ haath kyoñ sane hue haiñ

    jhuuT kyā sach hai kyā patā hai hameñ

    ham bhī thoḌā paḌhe likhe hue haiñ

    match ruḳh badal bhī saktā hai

    khel meñ ham abhī bane hue haiñ

    yaad jab bhī kiyā musībat meñ

    aap ke saath ham khaḌe hue haiñ

    panw mein ye jo aable hue hain

    tab kahin ja ke raste hue hain

    kab se baiThe hue hain ek jagah

    kya parindon ke par bandhe hue hain

    aap qatil nahin hain man liya

    KHun mein hath kyon sane hue hain

    jhuT kya sach hai kya pata hai hamein

    hum bhi thoDa paDhe likhe hue hain

    match ka ruKH badal bhi sakta hai

    khel mein hum abhi bane hue hain

    yaad jab bhi kiya musibat mein

    aap ke sath hum khaDe hue hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now