Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pachhta rahe hain dard ke rishton ko toD kar

Aftab Arif

pachhta rahe hain dard ke rishton ko toD kar

Aftab Arif

MORE BYAftab Arif

    pachhtā rahe haiñ dard ke rishtoñ ko toḌ kar

    sar phoḌte haiñ apne dīvār-o-dar se log

    patthar uchhāl uchhāl ke marham ke naam par

    karte rahe mazāq mire zaḳhm mere log

    kab TuuTe dekhiye mire ḳhvāboñ silsila

    ab to gharoñ ko lauT rahe haiñ safar se log

    sailāb jañg zalzale tūfān āñdhiyāñ

    sunte rahe kahāniyāñ būḌhe shajar se log

    kyā ḳhuub shohratoñ havas hai ḳhud apne naam

    likhne lage kitāboñ meñ ab āb-e-zar se log

    pachhta rahe hain dard ke rishton ko toD kar

    sar phoDte hain apne hi diwar-o-dar se log

    patthar uchhaal uchhaal ke marham ke nam par

    karte rahe mazaq mere zaKHm mere log

    kab TuTe dekhiye mere KHwabon ka silsila

    ab to gharon ko lauT rahe hain safar se log

    sailab jang zalzale tufan aandhiyan

    sunte rahe kahaniyan buDhe shajar se log

    kya KHub shohraton ki hawas hai KHud apne nam

    likhne lage kitabon mein ab aab-e-zar se log

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now