Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

paDe hain mast bhi saqi ayagh ke nazdik

Abdullla Khan Mehr Lakhnavi

paDe hain mast bhi saqi ayagh ke nazdik

Abdullla Khan Mehr Lakhnavi

MORE BYAbdullla Khan Mehr Lakhnavi

    paḌe haiñ mast bhī saaqī ayāġh ke nazdīk

    hujūm par haiñ patañge charāġh ke nazdīk

    hamāre ashk miTāte haiñ dāġh-e-dil bahār

    ye āb-e-shor nahreñ haiñ baaġh ke nazdīk

    safā.ī yaar se mele meñ ho ga.ī apnī

    malāl duur huā aish-bāġh ke nazdīk

    vo dil-jale haiñ ki aa.e 'mehr' ThanDā karne ko

    havā na aa ke hamāre charāġh ke nazdīk

    paDe hain mast bhi saqi ayagh ke nazdik

    hujum par hain patange charagh ke nazdik

    hamare ashk miTate hain dagh-e-dil ki bahaar

    ye aab-e-shor ki nahren hain bagh ke nazdik

    safai yar se mele mein ho gai apni

    malal dur hua aish-bagh ke nazdik

    wo dil-jale hain ki aae 'mehr' ThanDa karne ko

    hawa na aa ke hamare charagh ke nazdik

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now