Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

paDh ke likh ke haalat kya humne ye bana li hai

Naseem Ahmad Naseem

paDh ke likh ke haalat kya humne ye bana li hai

Naseem Ahmad Naseem

MORE BYNaseem Ahmad Naseem

    paḌh ke likh ke hālat kyā ham ne ye banā hai

    degrēyāñ haiñ hāthoñ meñ aur jeb ḳhālī hai

    tarz bhī ye kyā tum ne ḳhuub nikālī hai

    rū-ba-rū qasīde haiñ piiTh pīchhe gaalī hai

    jis ko sun ke dushman bhī mujh pe rashk karte haiñ

    dostoñ se maiñ ne vo baat chhupā hai

    sach bhī maiñ nahīñ kahtā jhuuT se bhī bachtā huuñ

    raah ik na.ī maiñ ne beach se nikālī hai

    paDh ke likh ke haalat kya hum ne ye bana li hai

    degreeyan hain hathon mein aur jeb KHali hai

    tarz bhi ye kya tum ne KHub hi nikali hai

    ru-ba-ru qaside hain piTh pichhe gali hai

    jis ko sun ke dushman bhi mujh pe rashk karte hain

    doston se main ne wo baat hi chhupa li hai

    sach bhi main nahin kahta jhuT se bhi bachta hun

    rah ek nai main ne beach se nikali hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now