pahle ahbab taghaful ki safai denge
pahle ahbāb taġhāful kī safā.ī deñge
phir mire haq meñ adālat meñ gavāhī deñge
ek insān bhī DhūñDe se na mil pā.egā
aadmī aadmī har samt dikhā.ī deñge
maañ ke jaa.e hue paale hue kitne beTe
maañ ke hāthoñ meñ hī lā lā ke kamā.ī deñge
ek maañ hai jo hamesha hī duā.eñ degī
us ke beTe jo agar ghar se vidā.ī deñge
pahle ahbab taghaful ki safai denge
phir mere haq mein adalat mein gawahi denge
ek insan bhi DhunDe se na mil paega
aadmi aadmi har samt dikhai denge
man ke jae hue pale hue kitne beTe
man ke hathon mein hi la la ke kamai denge
ek man hai jo hamesha hi duaen degi
us ke beTe jo agar ghar se widai denge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.