Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pahle uski nind mein ja kar dekhunga

Riaz najm

pahle uski nind mein ja kar dekhunga

Riaz najm

MORE BYRiaz najm

    pahle us niiñd meñ kar dekhūñgā

    phir us ko ik ḳhvāb sunā kar dekhūñgā

    ga.e dinoñ se dhuul uḌā kar dekhūñgā

    maiñ paanī meñ aag lagā kar dekhūñgā

    bin mausam bārish achchhī lagtī hai

    is bārish meñ phuul ugā kar dekhūñgā

    us āñkheñ ḳhvāb meñ dekhī haiñ maiñ ne

    maiñ ab in meñ ḳhvāb sajā kar dekhūñgā

    ishq tumhārā saañp hai mere siine par

    maiñ us saañp ko duudh pilā kar dekhūñgā

    pahle us ki nind mein ja kar dekhunga

    phir us ko ek KHwab suna kar dekhunga

    gae dinon se dhul uDa kar dekhunga

    main pani mein aag laga kar dekhunga

    bin mausam ki barish achchhi lagti hai

    is barish mein phul uga kar dekhunga

    us ki aankhen KHwab mein dekhi hain main ne

    main ab in mein KHwab saja kar dekhunga

    ishq tumhaara sanp hai mere sine par

    main us sanp ko dudh pila kar dekhunga

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now