Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pahlu mein ek nai si KHalish pa raha hun main

Habeeb Ashar Dehlavi

pahlu mein ek nai si KHalish pa raha hun main

Habeeb Ashar Dehlavi

MORE BYHabeeb Ashar Dehlavi

    pahlū meñ ik na.ī ḳhalish rahā huuñ maiñ

    is vaqt ġhāliban unheñ yaad aa rahā huuñ maiñ

    kyā chashm-e-iltifāt matlab samajh gayā

    kyuuñ tark-e-ārzū qasam khā rahā huuñ maiñ

    kyā kuchh na thī shikāyat-e-kotāhī-e-nazar

    ab vus.at-e-nigāh se ghabrā rahā huuñ maiñ

    ye samajh rahā hai ki majbūr-e-ishq huuñ

    kuchh soch kar fareb-e-vafā khā rahā huuñ maiñ

    pahlu mein ek nai si KHalish pa raha hun main

    is waqt ghaaliban unhen yaad aa raha hun main

    kya chashm-e-iltifat ka matlab samajh gaya

    kyun tark-e-arzu ki qasam kha raha hun main

    kya kuchh na thi shikayat-e-kotahi-e-nazar

    ab wusat-e-nigah se ghabra raha hun main

    tu ye samajh raha hai ki majbur-e-ishq hun

    kuchh soch kar fareb-e-wafa kha raha hun main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now