Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phir se darpesh safar ka qissa

Farah Rizwi

phir se darpesh safar ka qissa

Farah Rizwi

MORE BYFarah Rizwi

    phir se darpesh safar qissa

    ek TuuTe hue ghar qissa

    ham ne ta.avīz sūrat bāñdhā

    dil se nikle hue Dar qissa

    gosha-e-chashm jalte rahnā

    ḳhushk hote hue tar qissa

    ḳhair ne bāñjh zamīnoñ pe likhā

    lahlahāte hue shar qissa

    phailte phailte kaisā phailā

    be-gharī terī ḳhabar qissa

    biij ko ḳhāk-e-numū baḳhshe

    khiltā jā.egā shajar qissa

    phir se darpesh safar ka qissa

    ek TuTe hue ghar ka qissa

    hum ne tawiz ki surat bandha

    dil se nikle hue Dar ka qissa

    gosha-e-chashm ka jalte rahna

    KHushk hote hue tar ka qissa

    KHair ne banjh zaminon pe likha

    lahlahate hue shar ka qissa

    phailte phailte kaisa phaila

    be-ghari teri KHabar ka qissa

    bij ko KHak-e-numu tu baKHshe

    khilta jaega shajar ka qissa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now