phisla to miyan tai hai ki gharqab to hoga
phislā to miyāñ tai hai ki ġharqāb to hogā
āñkhoñ meñ samundar na sahī ḳhvāb to hogā
gum-sum sā jo ik shaḳhs hai dālān meñ baiThā
us kā bhī koī halqa-e-ahbāb to hogā
mat mujh se ulajh yaar bas itnā sā samajh le
jo ḳhud ko mayassar nahīñ nāyāb to hogā
phisla to miyan tai hai ki gharqab to hoga
aankhon mein samundar na sahi KHwab to hoga
gum-sum sa jo ek shaKHs hai dalan mein baiTha
us ka bhi koi halqa-e-ahbab to hoga
mat mujh se ulajh yar bas itna sa samajh le
jo KHud ko mayassar nahin nayab to hoga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.