phul khile hain
phuul khile haiñ
añgnā.ī meñ
dard Dhale haiñ
shahnā.ī meñ
naam huā hai
rusvā.ī meñ
guhar mileñge
gahrā.ī meñ
dil dhaḌke hai
tanhā.ī meñ
bandhan TuuTe
añgḌā.ī meñ
zaḳhm hare haiñ
purvā.ī meñ
Duube ruḳh kī
ra.anā.ī meñ
hosh kahāñ hai
saudā.ī meñ
phul khile hain
angnai mein
dard Dhale hain
shahnai mein
nam hua hai
ruswai mein
guhar milenge
gahrai mein
dil dhaDke hai
tanhai mein
bandhan TuTe
angDai mein
zaKHm hare hain
purwai mein
Dube ruKH ki
ranai mein
hosh kahan hai
saudai mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.